Monday, 25 July 2016

, , ,

What is semiconductar (semiconductor kya he) in hindi

What is semiconductar semiconductor kya he full details about semiconductor and their clarification of semiconductor

What is semiconductar semiconductor kya he ye saval har ek ke dimeg me aata he aaj me aapko batane ja raha hu semiconductor ki puri jankari vo bhi hindi me Internet pe technical compound ki jankaei hindi me bahut kam di gai he isliye me aapko batata hu semiconductor ki puri jankaei

How to use multimetar full guidelines
Semiconductor kya he

Semiconductor hindi me ardhchalk
Pdarth tin prakar ke hote he
Chalak (cunductar)
Kuchalk (insulatar)
Ardhchalk (semiconductor)
Hoti he isliye inme doping ki jati he

Doping kya hoti he

Doping matlab pure semiconductar jese silicone isme kuch matra me asudhi (impurity)  mila di jati he jisse inki chalkta bad jati he ise Doping kahte he

Make aa auido amplifier at home
Extrinsic semiconductor

Jab ham pure semiconductor me doping karke uski chalkta bada dete he to ise extrinsic semiconductor kahte he

Ye to ho gaya ki semiconductor kya he iske prakar par iska use kya he ye me ab batata hu semiconductor ka bahut useful he yu kahe to pura electronic semiconductor

Cunductar vo padarth hote he jinme electricity flow ho jati he
Insulatar vo padarth hote he jinme electricity flow nahi hoti he

Ab bat atti he Semiconductor ki semiconductor ve padarth hote he jinme normal from me electricity flow nahi hoti he lekin agar temperature badaya jata he to electricity flow hone lag jati he
Make a power bank to chrge mobile
Semiconductor do ptakar ke hote he
1  intrinsic semiconductar (pure)
2  extrinsic semiconductor (inpure)

Intrinsic semiconductor pure semiconductar hota he sesa nechural paya jata he jese silicone garmeniam etc
Ye pure hote he par inki chalkta kam
Par based he aaj electronic ki haek chij chahe vaha mobile ho ya tivi ac or bahut sare sab semiconductor bar based he agar semiconductor nahi hota to sayd hi ham se sari chije nahi dhekh pate
Har electronic products me jo ic hoti he ve hi semiconductor se bani hoti he
Jab ham pure semiconductor me doping karte he to uski chalkta bada jati he or usme ek esi property a jati he jisse vaha
Naye properties get kar leyta he usse ic banai jati he
Doping bhi alag alglag prakar ki hoti he
Jiase alag alg prakar
Ke semiconductar bante he

N type semiconductor
Kab ham pure semiconductor me pentavoilet impurity milate he (antimany arsenic)  milate he to N type semiconductor banta he isme free electrons hote he

P type semiconductor

Jab ham pure semiconductor me trivelent impurity milate he to p type semiconductor  banta he isme holes hote he

Jan ham p type or N type semiconductor ko milate he ro diode banta he jiske barme mene ek post me bataya he
Diode kya he 
Transistor kya he
Jab ham do p type or ek n type semiconductor ko milate he to PNP Transistor bante he
Or jab ham do n type or ek p type semiconductor ko milate he to NPN
Transistor banta he Transistor ke bare me mene ek post me bataya he

1 comments:

  1. very nice post you can also visit my website to get information about every electronic device here is the URL of my website http://www.kyahotahai.com/

    ReplyDelete