Thursday, 21 July 2016

, ,

Diode kya he (what is diode)

All about diode in hindi forward bising revars bising etc By Naveen rathore World4hindi

Diode ek semiconductor device he jo p type or n type semiconductor se milkar banaya jata he diode forward bising me kam karya he revars bising me isme current flow nahi hota he
Diode me n type or p type ke n type semiconductor me free electrons hote he pr p type semiconductor me hole

Jab n type or p type semiconductor ko milaya jata he to n type me electron p tupe ki or atract hote he or p type ke hole n ke electron p type ki or isse ek nutral leyar ban jati he jise dipration layar kahta he

Diode me bising
Forvard bising
Isme jab ham p type ko bateykepositive se orn type ko battery ke negative se kanect karte he to ose dorvard bising kahta he isme diode ki dipration layer kam ho jati he or current flow hota he



Zenar diode applications


Yaha diode ki forward bising ka imege he




Revaes bising me diode ke p resan ko battery ke negative tarninal se or n resan ko battery ke positive tarminal se jodte he to diptation layer ki chodai bad jati he or diodeme current flow nahi hota he

Transistor kya he 

 V-I chectistics of dilde


0 comments:

Post a Comment